December 2, 2014

Maa Bhajan Aarti Lyrics - Kaisi ye Der Lagai

He maat meri, He maat meri, kaisi yeh der lagai he durge || he maat... Bhavsaagar mein gira pada hoon, kaam aadi grah mein ghira pada hoon, moh aadi jaal mein jakda pada hoon || he maat... Na mujhmein bal hai na mujhmein vidya, Na mujhmein bhakti, Na mujhmein Shakti, Sharan tumhari gira pada hoon || he maat... Na koi mera kutumb saathi, na hi mera sharir saathi, Aap hi ubaaro pakad ke baahin|| he maat... Charan kamal ko nauka banakar, main paar hoonga khooshi manakar, Yamdooton ko maar bhagakar || he maat... Sada hi tere gunon ko gaaoon, sada hi tere swaroop ko dhyaaoon, Nit prati tere gunon ko gaaoon || he maat... Na main kisika, na koi mera, chhaya hai chaaron taraf andhera, Pakad ke jyoti dikha do rasta || he maat... Sharan pade hain ham tumhari, karo yah naiya paar hamari, Kaisi yeh deri lagai hai durge || he maat...

Maa Durga Bhajan Lyrics- Aye Tere Bhavan

O aye tere bhawan, de de apni sharan - 2 Rahe tujhmein magan, thaam kar ye charan Tann mann mein bhakti jyoti teri hey mata jalti rahe - 2 O aye tere bhawan, de de apni sharan - 2 Rahe tujhmein magan, thaam kar ye charan Tann mann mein bhakti jyoti teri hey mata jalti rahe - 2 Utsav manayen naachen gaayen - 2 chalo maiya ke darr jayen Jai mata di Jai mata di Zor se bolo Jai mata di Charon dishayen char kanden bani hain Mandap pe aasman ki chaadar tani hai Suraj ki kirnon ki mala le aaya Kudrat ne dharti ka aangan sajaya Kar ke tere darshan jhoome dharti gagan Sansan gaye pavan, sabhi tujh mein magan Tann mann mein bhakti jyoti teri hey mata jalti rahe - 2 Phoolon ne rangon se rangoli sajayi - 2 Sari dharti ye mehkayi, Jai mata di Jai mata di Zor se bolo Jai mata di Charnon mein behti hai Ganga ki dhara Arati ka deep lagey har ek sitara Purvaiya dekho chanvar kaise jhulaye Rituyen bhi mata ka jhoola jhulayen Pakey bhakti ka tann, hua paavan ye mann Karke tera sumiran, khuley antarmann Tann mann mein bhakti jyoti teri hey mata jalti rahe - 2 O aye tere bhawan, de de apni sharan Rahe tujhmein magan, thaam kar ye charan Tann mann mein bhakti jyoti teri hey mata jalti rahe - 2

Durga Maa Bhajan Lyrics- Chalo Bulawa Aya Hai

Mata jinko yad kare woh log nirale hote hai Mata jinka nam pukare kismatwale hote hai Chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai - (2) Chalo bulawa aaya hain -2 mata ne bulaya hain, jai mata dee Chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain Ho unnchhe parvat pe rani ma ne darbar lagaya hai Chalo bulawa aaya hain, mata ne bulaya hain, jai mata dee Chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain Sare jag me ek thikana sare gham ke maro kaa - (2) Ho.., (rasta dekh rahi hai mata apani aankh ke taro kaa -2) Ho.., mast hawao kaa ek jhonka yeh sandesa laya hai Chalo bulawa aaya hain, mata ne bulaya hain (Jai mata dee.... -3 kehte jao) - (2) Jai mata dee -2 kehte jao aane janey walo ko Chalte jao tum mat dekho apne pao ke chhalo ko - (2) Ho..., jisne jitna dard saha hai utna chain bhi paya hai Chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai, jai mata dee Vaishno devi ke mandir me -2, log muraden pate hai Woh rote rote aate hain, hanste hanste jate hain - (2) Ho.., mai bhi mang ke dekhu, jisne jo manga woh paya hain Chalo bulawa aaya hai, mata ne bulaya hai, jai mata dee Mai bhi toh ek ma hu mata, ma hee ma ko pehchane - (2) Bete kaa dukh kya hota hai aur koyi yeh kya janey Ho, usaka khu mai dekhu kaise jisko dudh pilaya hain Ho chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai - (2) Chalo bulawa aaya hai, mata ne bulaya hai - (5) Toh prem se bolo, jai mata dee Sare bolo, jai mata dee, jai mata dee, jai mata dee... Vaishno rani, jai mata dee Ham pe kalyani, jai mata dee Ma bholi bhali, jai mata dee Ma shero wali, jai mata dee Jholi bhar deti, jai mata dee Samkat har leti, jai mata dee, jai mata dee.....

Maa Durga Bhajan Lyrics- Sherawali Mata Ka

Ashi char churashi kanthyawali mata, teri sada hi jai
 Uchiya pahada wali mata, teri sada hi jai
 Uchiya latha wali mata, teri sada hi jai
Sherowali mata ka jab naam jhuba par aata hai
 Sherowali mata ka jab naam jhuba par aata hai
 Janam safal ho jata hai, janam safal ho jata hai
 Janam safal ho jata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Jai mata di, jai mata di, jai mata di, jai mata di
 Jago sone walo, arey jago sone walo, darshan dene wali mata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ke darshan karne se, maan mandir ban jata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Jai mata di, jai mata di, jai mata di, jai mata di
Khushiya bate sherowali, khushiya bate sherowali
 Logo bhar lo jholiya khali, kuch mat mango banke sawali
 Mata ke bhakto ko bin mange sab mil jata hai
 Janam safal ho jata hai, janam safal ho jata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
Aao chale sab gam ke mare, aao chale sab gam ke mare
 Jag jivan ke rashte sare, aate hai mata ke daware
 Mata ke daware se sidha swrag ko rashta jata hai
 Janam safal ho jata hai, janam safal ho jata hai
 Janam safal ho jata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
Jhuti khushi se khush mat hona, jhuti khushi se khush mat hona
 Sancha jal kab mile mat rona, ye jivan me ek sawpan salona
 Jo khoya jo paya jag me, jag me hi rah jata hai
 Janam safal ho jata hai, janam safal ho jata hai
 Janam safal ho jata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Mata ka jagrata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Sherowali mata ka jab naam jhuba par aata hai
 Janam safal ho jata hai, janam safal ho jata hai
 Janam safal ho jata hai, aaj mata ka jagrata hai
 Jai mata di, jai mata di, sherowali mata ki jai jai bolo
 Sherowali mata ki jai jai bolo, ho bahrowali mata ki jai jai bolo
 Bahrowali mata ki jai jai bolo, jai mata di, jai mata di, jai mata di
 Jai mata di, jai mata di, jai mata di, jai mata di, jai mata di
 Sare bolo, jai mata di, sare bolo, jai mata di, jai mata di.

Maa Jadamba Aarti Lyrics- Ambe Tu Hai

Ambe tu hai jagdambe kali jay durge khappar wali
Tere hi gun gaye bharti ho maiya ham sab utare teri aarti
Tere jagat ke bhakt janan par bheed padi hai bhari maa
Danaw dal par toot pado maa karke singh sawari
Sau sau singho se tu bal shali
Asth bhujao wali dushton ko pal mein sangharti
O maiya hum sab utarey teri aarti
Maa bete ka hai ish jag mein bada hi nirmal nata
Poot kaput sune hai par na mata suni kumata
Sab par karuna darshane wali amrit barsane wali
Dukhiyon ke dukhade nivarti
O maiya hum sab utare teri aarti
Nahi mangte dhan aur daulat na chandi na sona maa
Hum to mange maa tere man mein ek chhota sa kona
Sab ki bigdi banane wali laaj bachane wali
Satiyo ke sat ko sanwarti
O maiya hum sab utare teri aarti
Ambe tu hai jagdambe kali jay durge khappar wali
Tere hi gun gaye bharti ho maiya ham sab utare teri aarti

Durga Amritvani Lyrics- Mangalmai Bhav Mochini

Mangal mai bhaya mochini, Durga sukh ki khaan Jiske charno ki sudha, Swayam piye bhagwaan Dukh nashak sanjeevani, Nav durga ka paath Jisase banta bhikshuk bhi, Duniya ka samrat Amba divya swarupani, Kaye so prakash Prithvi jisase jyotirmay, Ujawal hai aakash Durga param sanatani, Jag ke sirjan haar Aadi bhawaani maha devi, Shristi ka aadhaar Jai jai durge maa... Sadd marg pradarshini, Nyan ka ye updesh Man se karta jo manan, Usake kate kalesh Jo bhi vipatti kaal mein, Kare ri durga jaap Puran ho man kamna, Bhage dukh santap Utpan karta vishv ki, Shakti aprampar Iska archan jo kare, Bhav se utre paar Durga sok vinashini, Mamta ka hai roop Sati satvi satvanti, Sukh ke kala anup Jai jai durge maa... Vishnu brahma rudra bhi, Durga ke hai adheen Buddhi vidya vardhani, Sarva siddhi praveen Lakh chaurasi yoniyan, Se ye mukti de Maha maya jagdambike, Jab bhi dayaa kare Durga durgati nashini, Shiv vahini shukhkar Ved mata ye gayatri, Sabke palanhar Sada surakshit wo jan hai, Jis par maa ka haath Vikat dagariya pe usaki, Kabhi na bigde baat Jai jai durge maa... Maha gauri vardayini, Maiya dukh nidaar Shiv duti bramhachaarini, karti jag kalyan Sankat harni bhagwati, Ki tu mala pher Chinta sakal mitayegi, Ghadi lage na der Paras charnan durga ke, Jhuk jhuk matha tek Sona lohe ko kare, Adbhut kautak dek Bhavtarak parmeshwari, Leen kare anant isake vandan bhajan se, Paapo ka ho ant Jai jai durge maa Durga maa dukh harne waali, Mangal mangal karne wali Bhay ke sarp ko marne wali, Bhav needhi se jag taarne wali Atyachar pakhand ki damni, Ved purano ki ye janani Daitya hi abhiman ke mare, Deen heen ke kaaj sanwaare Sarv kalaon ki ye malik, Sarnagat dhan heen ki palak Ichchhit var pradan hai karti, Har mushkil aasan hai karti Dhyamari ho har bhram mitave, kan kan bhitar kala dikhave Kare asambhav ko ye sambhav, Dhan dhanya or deti vaibhav Maha siddhi maha yogini mata, Mahisa sur ki mardini mata Puri kare har man ki asha, Jag hai iska khel tamasha Jai durga jai jai damyanti, Jeevan dayini ye hi jayanti Ye hi savitri ye koukari, Maha vidya ye karo upkari Siddh manorath sabke karti, Bhakt jano ke sankat harti Vish ko amrit karti pal mein, Yehi tairati patthar jal mein Iski karuna jab hai hoti, Maati ka kan banta moti Patjhad mein ye phool khilaave, Andhiyare mein jyot jalaave. Vedon mein varnit mahima iski, Aisi sobha or hai kisaki Ye narayani ye hi jwaala, Japiye iske naam ki mala Ye hi hai sukeshwari mata, Iska vandan kare vidhaata Pag pankaj ki dhuli chandan, Iska dev kare abhinandan Jagdamba jagdiswari, Durga dayaa nidhaan Iski karuna se bane, Nirdhan bhi dhanwaan Chhin masta jab rang dikhaave, Bhagyheen ke bhagya jagaave Siddhi daati aadi bhawaani, Isko sewat hai brahm gyaani. Shail sutama sahkti saala, Iska har ek khel niraala Jis par hove anugrah iska, Kabhi amangal ho na uska Iski dayaa ke pankh lagaa kar, Ambar chhute hain kayi chaakar Rayi ye hi parwat karti, Gaagar mein hai saagar bharti Iske kabze jag ka sab hai, Shakti ke bin shiv bhi sav hai Shakti hi hain shiv ki maya, Shakti ne bramhand rachaaya Is sakti ka sadhak banana, Nisthawan upasak banna Pushpanda bhi naam hai isaka, Kan kan mein hai ghaam isaka Durga maa prakaas swaroopa, Jap tap gyaan tapasya roopa Man mein jyot jala lo isaki, Saachi lagan lagaa lo iski Kaal raatri ye maha maya, Shridhar ke sir iski chhaya Iski mamta pawan jhula, Jisko dhyanu bhakt na bhula Iska chintan chinta harta, Bhakto ke bhandar hai bharta Sanson ka sur mandal chhedo, Nav durga se muh na modo Chandra ghanta katyayani, Maha dayalu maa shiwani Iski bhakti kasht niware, Bhav sindhu se paar utaare Agmanant agochar maiya, Sheetal madhukar iski chhaiya Shristi ka hai mul bhawaani, Ise kabhi na bhulo praani Durga maa prakas swaroopa, Jap tap gyan tapsya roopa Man mein jyot jala lo isaki, Sachi lagan lagaa lo isaki Durga ki kar sadhana, man mein rakh vishwash Jo magoge paoge, kya nahi maa ke paas...

Maa Durga Aarti Lyrics- Jai Ambe Gauri

Jai ambe gauri maiya jai shyama gauri Tumako nishadin dhyawat hari bramha shivaji Maiya jai ambe gauri Mang sindur virajat tiko mrigamad ko Ujjwal se dou naina chandrawadan niko Maiya jai ambe gauri Kanak saman kalevar raktambar raje Rakt pushp gal mala kanthan par saje Maiya jai ambe gauri Kehari wahan rajat khadag khappar dhari Sur-nar-munijan sewat tinake dukhahari Maiya jai ambe gauri Kaanan kundal shobhit nasagre moti Kotik chandr diwakar rajat sam jyoti Maiya jai ambe gauri Shumbh-nishumbh bidare mahishasur ghati Dhumr vilochan naina nishadin madamati Maiya jai ambe gauri Chand-mund sanhare shonit bij hare Madhu-kaitabh dou mare sur bhayahin kare Maiya jai ambe gauri Bramhani rudranitum kamala rani Agam nigam bakhanitum shiv patarani Maiya jai ambe gauri Chausath yogini mangal gawatnritya karat bhairu Bajat tal mridangaaru baajat damaru Maiya jai ambe gauri Tum hi jag ki mata tum hi ho bharata Bhaktan ki dukh harta sukh sampati karta Maiya jai ambe gauri Bhuja char ati shobhivaramudra dhari Manwanchhit fal pawat sewat nar nari Maiya jai ambe gauri Kanchan thal virajat agar kapur bati Shrimalaketu mein rajat koti ratan jyoti Maiya jai ambe gauri Shri ambeji ki arati jo koi nar gave Kahat shivanand swami sukh-sampatti pave Maiya jai ambe gauri

Durga Chalisa Lyrics-

Namo namo Durge sukh karani, Namo namo Ambe dukh harani. Nirankar hai jyoti tumhari Tihun lok pheli ujayari. Shashi lalat mukh maha vishala, Netra lal brikuti vikrala. Roop matu ko adhika suhave, Daras karat jan ati sukh pave. Tum sansar shakti laya kina, Palan hetu anna dhan dina. Annapurna hui jag pala, Tumhi adi sundari bala. Pralaya kal sab nashan hari, Tum Gauri Shiv Shankar pyari. Shiv yogi tumhare gun gave, Brahma Vishnu tumhe nit dhyaven. Roop Saraswati ko tum dhara, De subudhi rishi munin ubara Dharyo roop Narsimha ko Amba, Pragat bhayin phar kar kamba. Raksha kari Prahalad bachayo, Hiranakush ko swarg pathayo. Lakshmii roop dharo jag mahi, Shree Narayan ang samahi Ksheree Sindhu karat vilasa, Daya Sindhu deejay man aasa Hingalaj mein tumhi Bhavani, Mahima amit na jaat bakhani Matangi Dhoomavati Mata, Bhuvneshwari Bagala Sukhdata Shree Bairav Tara jog tarani, Chin-na Bhala bhav dukh nivarani. Kehari Vahan soh Bhavani, Langur veer chalat agavani Kar men khappar khadag viraje, Jako dekh kal dar bhaje. Sohe astra aur trishoola, Jase uthata shatru hiya shoola Nagarkot mein tumhi virajat, Tihun lok mein danka bajat Shumbhu Nishumbhu Danuja tum mare, Rakta-beeja shankhan samhare. Mahishasur nripa ati abhimani, Jehi agha bhar mahi akulani Roop kaaral Kalika dhara, Sen sahita tum tin samhara Pari garha santan par jab jab, Bhayi sahaya Matu tum tab tab Amarpuri aru basava loka, Tava mahima sab rahen asoka Jwala mein hai jyoti tumhari, Tumhen sada pujan nar nari Prem bhakti se jo yash gaye, Dukh-daridra nikat nahin ave Dhyave tumhen jo nar man laee, Janam-maran tako chuti jaee. Jogi sur-muni kahat pukari, Jog na ho bin shakti tumhari Shankar Aacharaj tap keenhon, Kam, krodh jeet sab leenhon Nisidhin dhyan dharo Shanker ko, Kahu kal nahin sumiron tum ko Shakti roop ko maram na payo, Shakti gayi tab man pachitayo Sharnagat hui keerti bakhani, Jai jai jai Jagdamb Bhavani Bhayi prasanna Aadi Jagdamba, Dayi shakti nahin keen vilamba Mokun Matu kashta ati ghero, Tum bin kaun hare dukh mero Asha trishna nipat sataven, Moh madadik sab binsaven Shatru nash keeje Maharani, Sumiron ekachita tumhen Bhavani Karo kripa hey Matu dayala Riddhi-Siddhi de karahu nihala Jab lagi jiyoon daya phal paoon, Tumro yash mein sada sunaoon, Durga chalisa jo gaye, Sab sukh bhog parampad pave Devidas sharan nij jani, Karahu kripa Jagdamb Bhavani

Prarthna Lyrics- Itani Shakti Hame dena Data

Itani shakti hame dena data Man ka vishvas kamazor ho na Ham chalen nek raste pe hamse Bhulakar bhii koi bhool ho na Har taraf zulm hai bebasi hai Sahama-sahama-sa har adami hai Pap ka bojh badhata hi jaye Jane kaise ye dharati thami hai Bojh mamata ka tu ye utha le Teri rachana ka ye ant ho na Ham chalen nek raste pe hamse Bhulakar bhi koi bhool ho na Itani shakti hame dena data Man ka vishvas kamazor ho na Door agyan ke ho andhere Tu hamen gyan ki raushani de Har burai se bachake rahen ham Jitani bhi de, bhali zindagi de Bair ho na kisika kisise Bhavana man men badale ki ho na Ham chalen nek raste pe hamse Bhulakar bhi koi bhool ho na Itani shakti hame dena data Man ka vishvas kamazor ho na Ham na sochen hamen kya mila hai Ham ye sochen kiya kya hai arpan Phul khushiyon ke baten sabhi ko Sabaka jivan hi ban jaye madhuban Apani karuna ko jab tu baha de Karade pavan har ik man ka kona Ham chalen nek raste pe hamse Bhulakar bhi koi bhool ho na Itani shakti hame dena data Man ka vishvas kamazor ho na Ham andhere men hain roshani de Kho na de khud ko hi dushmani se Ham saza paye apane kiye ki Maut bhi ho to sah le khushi se Kal jo guzara hai phirase na guzare Anevala vo kal aisa ho na Ham chale nek raste pe hamase Bhulakar bhi koi bhuul ho na Itani shakti hamen de na data, Manaka vishvas kamazor ho na

Prarthna Lyrics- Hamko Man Ki Shakti Dena

Hum ko man kee shakt dienaa, man vijay kare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Hum ko man kee shakt dienaa, man vijay kare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Hum ko man kee shakt dienaa Bhedabhaaw Bhedabhaaw apane dil se saaf kar sake Bhedabhaaw apane dil se saaf kar sake Doston se bhool ho to maaf kar sake Doston se bhool ho to maaf kar sake Zoothh se bache rahe, sach kaa dam bhare Zoothh se bache rahe, sach kaa dam bhare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Hum ko man kee shakt dienaa, man vijay kare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Hum ko man kee shakt dienaa Mushkile pade to hum pe itanaa karam kar Mushkile pade to hum pe itanaa karam kar Saath de to dharam kaa, chale to dharam kar Saath de to dharam kaa, chale to dharam kar Khud pe hausalaa rahe, badee se naa dare Khud pe hausalaa rahe, badee se naa dare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Hum ko man kee shakt dienaa, man vijay kare Dusaron kee jay se pahale, khud ko jay kare Hum ko man kee shakt dienaa

Saraswati Chalisa Lyrics-

(Doha) Janak Janani Pad Kamal Raj, Nij Mastak Par Dhaari, Bandau Maatu Saraswati, Buddhi Bal De Daataari. Purn Jagat Mein Vyaapt Tav, Mahima Amit Anantu, Ramsaagar Ke Paap Ko, Maatu Tuhi Ab Hantu. Jay Shri Sakal Buddhi Balaraasi, Jay Sarvagya Amar Avinaasi. Jay Jay Veenaakar Dhaari, Karati Sadaa Suhans Savaari. Roop Chaturbhujadhaari Maata, Sakal Vishv Andar Vikhyaata. Jag Mein Paap Buddhi Jab Hoti, Jabahi Dharm Ki Phiki Jyoti. Tabahi Maatu Le Nij Avataara, Paap Heen Karati Mahi Taara. Baalmiki Ji The Baham Gyaani, Tav Prasaad Janie Sansaara. Raamaayan Jo Rache Banaai, Aadi Kavi Ki Padavi Paai. Kalidaas Jo Bhaye Vikhyaata, Teri Kripaa Drishti Se Maata. Tulasi Sur Aadi Vidvaana, Bhaye Aur Jo Gyaani Nana. Tinhahi Na Aur Raheu Avalamba, Keval Kripa Aapaki Amba. Karahu Kripa Soi Maatu Bhavaani, Dukhit Din Nij Daasahi Jaani. Putra Karai Aparaadh Bahuta, Tehi Na dharai Chitt Sundar Maata. Raakhu Laaj Janani Ab Meri, Vinay Karu Bahu Bhaanti Ghaneri. Mein Anaath Teri Avalamba, Kripa Karau Jay Jay Jagadamba. Madhu Kaitabh Jo Ati Balavaana, Baahuyuddh Vishnu Te Thaana. Samar Hajaar Paanch Mein Ghora, Phir Bhi Mukh Unase Nahi Mora. Maatu Sahaay Bhai Tehi Kaala, Buddhi Viparit Kari Khalahaala. Tehi Mrityu Bhai Khal Keri, Purvahu Maatu Manorath Meri. Chand Mund Jo The Vikhyaata, Chhan Mahu Sanhaareu Tehi Maata. Raktabij Se Samarath Paapi, Sur-Muni Hriday Dhara Sab Kampi. Kaateu Sir Jim Kadali Khamba, Baar Baar Binavau Jagadamba. Jag Prasidhdh Jo Shumbh Nishumbha, Chhin Me Badhe Taahi Tu Amba. Bharat-Maatu Budhi Phereu Jaai, Ramachandra Banvaas Karaai. Ehi Vidhi Raavan Vadh Tum Kinha, Sur Nar Muni Sab Kahu Sukh Dinha. Ko Samarath Tav Yash Gun Gaana, Nigam Anaadi Anant Bakhaana. Vishnu Rudra Aj Sakahi Na Maari, Jinaki Ho Tum Rakshaakaari. Rakt Dantika Aur Shataakshi, Naam Apaar Hai Daanav Bhakshi. Durgam Kaaj Dhara Par Kinha, Durga Naam Sakal Jag Linha. Durg Aadi Harani Tu Maata, Kripa Karahu Jab Jab Sukhadaata. Nrip Kopit Jo Maaran Chaahei, Kaanan Mein Ghere Mrig Naahei. Saagar Madhy Pot Ke Bhange, Ati Toofaan Nahi Kou Sange. Bhoot Pret Baadha Yaa Dukh Mein, Ho Daridra Athava Sankat Mein. Naam Jape Mangal Sab Koi, Sanshay Isame Karai Na Koi. Putrahin Jo Aatur Bhaai, Sabei Chhaandi Puje Ehi Maai. Karai Path Nit Yah Chaalisa, Hoy Putra Sundar Gun Isa. Dhupaadik Naivedy Chadhavei, Sankat Rahit Avashy Ho Jaavei. Bhakti Maatu Ki Karei Hamesha, Nikat Na Aavei Taahi Kalesha. Bandi Path Kare Shat Baara, Bandi Paash Door Ho Saara. Karahu Kripa Bhavamukti Bhavaani, Mo Kahn Daas Sadaa Nij Jaani. Doha Maata Sooraj Kaanti Tav, Andhakaar Mam Roop, Dooban Te Raksha Karahu, Paru Na Mein Bhav-Koop. Bal Buddhi Vidya Dehu Mohi, Sunahu Sarasvati Maatu, Adham Ramasaagarahi Tum, Aashray Deu Punaatu.

Saraswati Aarti Lyrics- Om Jai Saraswati Mata

Om jai saraswati mata, jai jai saraswati mata Sadgun vaibhav shalini, tribhuvan vikhyata Jai jai saraswati mata Chandravadani padmasini dyuti mangal kaari Sohe shubh hans sawaari, atul tej dhaari Jai jai saraswati mata Baaye kar mein veena, daaye kar mala Sheesh mukut mani shohe, gale motiyan mala Jai jai saraswati mata Devi sharan jo aaye, unka uddhar kiya Baithi manthra dasi, rawan sanhar kiya Jai jai saraswati mata Vidya gyan pradayini, jag mein gyan prakash bharo Moh aur agyan timir ka jag se nash karo Jai jai saraswati mata Dhoop deep fal meva, man swikaar karo Gyanchkshu de mata , jag nistar karo Jai jai saraswati mata Maa sarswati ji aarti jo koi nar gave Hitkari shukhkari gyan bhakti pave Jai jai saraswati mata

Saraswati Bhajan Lyrics- Jai Jai Jai Mata Saraswati

Jai jai jai mata saraswati, Jai subha dayini vardayini Hans vahini padma asana mata, Vina pustak dharini Jai subha dayini vardayini… Tuhi durga tuhi kali, Tuhi mata parvati ((Sakal jagat kay palan karni)), Vidya buddhi dayini Jai subha dayini vardayini… Brahma vishnu mahesh shesha sab, Tere hi gungan karay ((Ham sabka kalyan karo maa)), Vidya buddhi dayini Jai subha dayini vardayini…

Saraswati Bhajan Lyrics- Sur Ki Devi Saraswati

Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ka Gyan Sikha De Maa Hai Andhiyaara Is Hardaya Me Sur Kaa Deep Jala De Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Reet Naa Jaanu Geet Naa Jaanu Preet Mai Jaanu Charno Ki Reet Naa Jaanu Geet Naa Jaanu Preet Mai Jaanu Charno Ki Gyan Nahi Agyani Hu Mai Sachchi Raah Dikha De Maa Hai Andhiyaara Iss Hardaya Me Sur Kaa Deep Jala De Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Saaj Tumhi Awaz Tumhi Ho Laaj Tumhi Bus Rakh Lena Saaj Tumhi Awaz Tumhi Ho Laaj Tumhi Bus Rakh Lena Teri Charan Sharan Aaya Hu Pag Ki Dhool Bana Le Maa Teri Charan Sharan Aaya Hu Pag Ki Dhool Bana Le Maa Hai Andhiyaara Iss Hardaya Me Sur Kaa Deep Jala De Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Poojan Archan Vandan Sab kuchh Sabad Suman Arpan Mata Poojan Archan Vandan Sab kuchh Sabad Suman Arpan Mata Poojan Archan Vandan Sab kuchh Sabad Suman Arpan Mata Prem Akela Bhet Tumhe Kar Varad Hast Swikaaro Maa Hai Andhiyaara Iss Hardaya Me Sur Kaa Deep Jala De Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ka Gyan Sikha De Maa Hai Andhiyaara Is Hardaya Me Sur Kaa Deep Jala De Maa Sur Kaa Deep Jala De Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa Sur Ki Devi Sarswarti Maa

Saraswati Bhajan Lyrics- Mujheko Naval Utthan Do

Mujhko Naval Utthan Do Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Maa Sharde Hansasini Vaagesh Veena Vadini Mujhko Agam Swar Gyan Do Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Mujhe Naval Utthan Do Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Maya Mujhko Na Tak Sake Mann Moh Me Na Fas Sake Kar Door Sab Agyan Do Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Mujho Naval Utthan Do Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Nishkaam Ho Mano Kaamna Meri Safal Ho Sadhana Nayi Gati Nayi Taal Ho Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Mujho Naval Utthan Do Maa Sarswati Mujhko Vardaan Do Ho Satya Jeevan Sarthi Teri Karu Nitya Aarati Samvedhi Sukh Samman Ho Maa Sarswati Vardaan Do Mujhe Naval Utthan Do Maa Sarswati Vardaan Do Mann Buddhi Hardaya Pavitra Ho Mera Mahan Charitra Ho Vidya Vinay Bal Daan Do Maa Sarswati Vardaan Do Mujhe Naval Utthan Do Maa Sarswati Vardaan Do Sau Varsh Tak Jeete Rahe Sukh Ameeya Hum Peete Rahe Nij Charan Me Sthan Do Maa Sarswati Vardaan Do Mujhe Naval Utthan Do Maa Sarswati Vardaan Do Yah Vishwa Hi Parivar Ho Sab Ke Liye Sam Pyar Ho Aadesh Lakshya Mahan Do Maa Sarswati Vardaan Do Mujhe Naval Utthan Do Maa Sarswati Vardaan Do Maa Sarswati Vardaan Do Maa Sarswati Vardaan Do

December 1, 2014

Saraswati Vandana Lyrics - He Sharde Maa...

Hey Sharde Maa He Sharde Maa
 Agyanta Se Hume Taar De Maa
Tu Swar Ki Devi Ye Sangeet Tujhse
 Har Shabd Tera Hai Har Geet Tujhse
 Aaa Aaa
 Tu Swar Ki Devi Ye Sangeet Tujhse
 Har Shabd Tera Hai Har Geet Tujhse
Hum Hai Akele Hum Hai Adhure
 Hum Hai Akele Hum Hai Adhure
 Teri Sharan Hum Hume Pyaar De Maa
Hey Sharde Maa Hey Sharde Maa
 Agyanta Se Hume Taar De Maa
Muniyo Ne Samjhi Guniyo Ne Jaani
 Vedo Ki Bhasha Purano Ki Baani
Muniyo Ne Samjhi Guniyo Ne Jaani
 Vedo Ki Bhasha Purano Ki Baani
Hum Bhi To Samjhe Hum Bhi To Jaane
 Hum Bhi To Samjhe Hum Bhi To Jaane
 Vidya Ka Humko Vardaan De Maa
Hey Sharde Maa Hey Sharde Maa
 Agyanta Se Hume Taar De Maa
Tu Swet Varni Kamal Viraje
 Haatho Me Veena Mukut Sir Pe Saaje
Tu Swet Varni Kamal Viraje
 Haatho Me Veena Mukut Sir Pe Saaje
Mann Se Humare Mita Ke Andhere
 Mann Se Humare Mita Ke Andhere
 Humko Ujalo Ka Sansar De Maa
Hey Sharde Maa Hey Sharde Maa
 Agyanta Se Hume Taar De Maa
Hey Sharde Maa Hey Sharde Maa
 Agyanta Se Hume Taar De Maa
Hey Sharde Maa Hey Sharde Maa
 Hey Sharde Maa Hey Sharde Maa





 

SARASWATI VANDANA Lyrics- Saraswati Mahabhadra


Saraswati Mahabhadra, Mahamaya Varaprada ;
 Shriprada Padmanilaya, Padmakshi Padmavaktraga
 Shivanuja Pustakadhrit, Naana mudra Ramapara
 Kaamarupa Mahavidya, Mahapataka Nashini.
Mahashraya Malini cha, Mahabhoga Mahabhuja
 Mahabhaga Mahosaha, Divyanga Survandita ;
 Mahakhali Mahapasha, Mahakara Mahankusha
 Sitacha Vimala Vishwa, Vidyunmala cha vaishnavi.
Chandrika Chandra vadana, Chandralekha Vibhushita,
 Savitri Sursa Devi, Divya-Lankaarbhushita.
 Vaagdevi Vasudha Tivra, Mahabhadra Mahabala ;
 Bhogada Bharti Bhama, Govinda Gomati Shiva.
Jatila Vindhyavasa cha, Vindyachal Virajita
 Chandika Vaishnavi Brahmi, Brahmagyane Kasadhana
 Saudhamini Sudhamurti, Subhadra Surpujita,
 Suvasini Sunasa cha, Vinidra Padmalochana.
Vidyarupa Vishalakshi, Brahma jaya Mahabala
 Brahmjaya Mahabala, Treyimurti Trikaalagnya
 Triguna shastra rupini Shumbrasura Pramathini.
 Shubrada cha Sarvaatmika, Raktabija Nihantiri cha
 Chamunda chandika Tatha
Mund kaya praharna, Dhumralochna-mardana
 Sarvadeva-s-stuta, Saumya Surasura Namaskrita
 Kaalratri Kladhara, Roopa Saubhagya-dayini
 Vaagdevi cha Vararoha, Varahi Varijasana.
Chitrambara Chitragandha, Chitramalya Vibhushita
 Kaanta Kaamprada Vandya, Vidyadhara supujita
 Shvetamana Neelabhuja, Chaturvarga Phalaprada.
 Chaturamana Samarajya, Raktamadhya Niranjana.
Hansaasna Neeljangha, Brahma Vishnu Shivatmika
 Aivum Saraswati Devya, Namnam Ashtottara Shastam